Gunghat Mein Tujhe Dekha To Deewanna Hua,
Sangeet Ka Taraana Hua,
Shamaa Ka Parwana Hua,
Masti Ka mastaana Hua,
Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua

Pani pitaa hain pipe se
Apple khataan hain knife se
Uski bhi kya life hain yaaron
Jooten khataan hain wife se

Tere pyaar main deewana hua E chhaliye
Tere pyaar main deewana hua E chhaliye
…..
Iodex maliye kaam par chaliye

kabhi kehte the dost hamare ke
“jaan bhi maango to hazir hai”,
Aaj apni bivi ko jaan kehte hai ,
aur maango to inkaar karte hain

Wah re Deewane ,
Tujhe soojhi Hai Door Ki,
Soorat hai LANGOOR ki,
Aur Khwahish hai ANGOOR ki.