Teri yaad jab aati hai
Yaad aati hai teri bewafayee
Tune diye jo mujhko aanso
Yaad aata tera woh pyaar
Jo kho gaya kahin dur
Chaha jise jaan se bhi zyada
Yaad aaya na usko koi vada
Woh teri tasveer ko mera niharna
Par ab aankho mein sirf nafrat ubharna
Ab nahin karta hoon main tujhse pyar
Nahin ban na chahta hoon main tera yaar
Par kya iski izazat deta hai mujhe mera pyar?
Karoon mein kya?
Karta hoon mein sirf tumse pyar

Dard bhari zindagi ka suraag dhondte hai
hai andhera bhut yaha eak chiraag dhondte hai banaye thy tamsha zindagi ko es tarh
ke un mherbaano ka elaaj dhondhte hai koi en andhero main meri dil ki shmma jala de
hum apni badnasibi ka raaz dhnodhte hai hasrat ka aayina ye pather dil se toot gaya
sisho ke en tokdo main apna aaj dhondhte hai maazi ke tulkh lamho ne hame jhulas ke rakh diya
dil ko bhlane ke liye koi haseen khaab dhondhte hai

Ankhoon may kayi sapnay saja kar roye bohot hai hum.
dil ko nayi dunya dikha kar kar roye bohot hai hum.

woh badal gaya to pher li hum nay bhi nazar apni.
par us kay khatoon ko jala kar kar roye bohot hai hum.

laut aye to ahin us ki mehfil say bacha kar ana apni.
par us ki bazm say a kar kar roye bohot hai hum.

jisay kia tha roshan tamanhaon say hum nay apni.
us shamy wafa ka bhuja kar kar roye bohot hai hum.

jin kay saye mai ki thin hum nay kayin batain.
un baghoon mai tanha ja kar kar roye bohot hai hum.

kis qadar khoshi say kia hum dum ko rukhsat hum nay.
magar sab say nazar bacha kay kar roye bohot hai hum.

hosla tutnay ka ho to wafa karna kisi say .
yeh batain logon ko suna kar roye bohot hai hum.

phir yun hua kay ankhoon nay kayin rat jagay dekhay.
palkoon pay teri yaad bitha kar roye bohot hai hum.

wohi aj mujh say meray dard ki wajah chatha hai.
jis ki batain aoron ko suna kar roye bohot hai hum.

Dil Ne Kar Liya

Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana
Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana
Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana
Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana
Yeh Adayen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana
Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana
Yeh Adayen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana
Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana
Yeh Adayen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar

Mauka Dil Ne Diya Hi Nahin Pyaar Hua Kab Pata Nahin
Ban Ke Mukadar Tum Aaye Kahin Nazar Na Lag Jaaye
Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana
Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana
Yeh Adayen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Le Ja Dil Pardesi Le Ja Dil Pardesi

Chain Ho Tum Aaraam Ho Tum Is Dil Ka Armaan Ho Tum
Meri Subah Shaam Ho Tum Jaan Meri Pehchaan Ho Tum
Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana
Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana
Yeh Adayen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana
Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana
Yeh Nigahen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar

1) Apne chehre se ruswaiyoon ka ERROR to hatao,janeman apne dil ka PASSWORD to batao!

2) Wo to hum hai jo aap ki chahat ko dil mein rakh ke ghoomte hai,warna aap jaise SOFTWARES to bazaar mein bikte hai!

3) Roz raat ko aap mere sapno mein aati ho,mere pyar ko MOUSE bana ke apni ungaliyoon se nachati ho!

4) Tere pyar ka E-MAIL mere dil ko lubhata hai,par beech mein tere bhai ka VIRUS aa jata hai!

5) Keval aap jaiso ke liye dil ko CUT karte hai,warna baki CASES mein COPY PASTE se kaam karte hai!

6) Aap ka hasna,aap ka chalna,aap ki wo style,aap ki in aadaoon ki humne SAVE karli hai ek FILE!

7) Ab aur nahi sah sakte hum intezaar,humare dil ki SITE pe jaldi ENTER kato yaar!

8) Tumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound, Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your file not found!

9) Shayad mere pyar ko Taste karna bhool gaye…

Dil sey aisa ‘cut’ kiya

Ke ‘paste’ karna bhool gaye…

10) Laakhon honge nigaah mein kabhi mujhe bhi pick karo…

Mere pyaar ke ‘icon’ pe

kabhi to ‘double-click’ karo..

11) Roz subha hum karte hain pyar se unhe good morning…

Woh aise ghoor ke dekte hain

jaise ‘0 errors aur 5 warning’…

12)Aisa bhi nahin hai ke I don’t like your face.

Par dil ke storage mein

there is no more ‘disk space’.

13) Ghar se jab tum nikale pehen ke reshmi gown.

Jaane kitne dilon ka

ho gaya ’server down’.

14) Jabse meri zindagi mein,aayi hai ik female.

Bhool gaya hai sab kuchh

kya computer, kya e-mail.

15) Dil se ek ishq ki Ek application kar raha hoon.

Pyaar se ‘debug’ karna mein wait kar raha hoon.

Tumhaare intezaar mein neend aayee so gaya.

Yeh dekho mera connection’time out’ ho gaya..

16) Nazar mein to kai hain Par dil se ek wo only hain…

Problem yehi hai ki voh

ab ‘read only’ hain…

17) Tere Pyar ke liye zami-aasma ek kar doonga…

Tu naa mili to apni zindagi ‘Ctrl+alt+delete’ kar doonga…

Zamin Pe Chal Na Sakaa Asmaan Se Bhi Gaya
Kata Ke Par Ko Parinda Uraan Se Bhi Gaya

Tabaah Kar Gayi Pakkey Makaan Ki Khuwahish
Mein Apney Gaon Key kachey Makaan Se Bhi Gaya

Paraai Aag Mein Khud Ko Jala Ke kya Mila TujhKo
Usey Bacha Na Saka Apni Jaan Se Bhi Gaya

Bhulana Chaaha To Bhulaney Ki inteha KarDi
Wo Shakhs Ab Merey Wehm-o-Guman Se Bhi Gaya

Kisi Key Hath Ka Niklaa Huwa Wo Teer Hoon Mein
Hadaf Ko chu Na Saka Aur kamaan Se Bhi Gaya

Behiss hain yahan loog,bhala soch k karna,
Iss dor may logon say wafa soch k karna,
Ek bar jo roothay hum to,mana tum na sako gay,
Hum jaisay wafadar ko kahafa soch k karna,
Gul shaakh say bichray to kahin ka nahi rehta,
TUM ZAAT MERE KHUD SAY JUDA SOCH K KARNA.

Kaghaz pe hum ne zindagi likh di,
Ankhon se seench kar apni har khushi likh di,
Dard jab hum ny utara lafzon may,
Zamanay ny kaha WAH kia ghazal likh di.

Bichartay huay apni yaad day jaingay,
khud sonay say pehlay tum ko ek khuwaab day jaingay,
Tumhay gila hai k hum jawab nahy detay,
Sansoon k ruknay say pehlay har jawab day jaingay

kuch loog bhool kar bhe bhulaey nahi jatay,
Aetibaar itna k azmaey nahi jatay,
ho jatay hain dilon pe kuch is tarhan musalat,
Kay naksh un k,dil se mitaey nahi jatay.

« Previous PageNext Page »

Google